Akhir Yeh Sukh aur Dukh hai kya ?
Oh KRSNA .. K ya aapne kabhi socha hai akhir yeh Sukh aur Dukh hai kya ,kyun hum isme itne vichalit ho jaate hai ,kyun humme isse guzarna hota hai, agar seedhe seedhe bole toh iska saral definition toh yeh hota hai ki agar cheeze humaare hisaab se ho rahi ho to hume Sukh feel hota hai agar nahi ho raahi toh Dukh. Kya aapne kabhi sochaa hai ki 2 baccho ka janm hota hai ek ka janm Raja ke pass ek ka janm bhikari ke pass akhir aisa kyun hotaa darasal yeh sab humaare hi Karmo ka fall hota hai jo humme upaar yeh neeche le jaata hai is adhunik jagat main gareebi sabse bada abhishaap hai Yeh tab hota jab humne apne jeeevan main kaabhi daaan nahi diyaa hota hai .Krsnaa humara test le re hai jiska result humme baad maain milega jab hum karm hinn ho jayenge tabb uss result ke hissab se humme...